Kaid kr diya saapo ko ye kehkr sapere ne,
bas ab insaano ko dasne ke liye insaan kafi hai
Har marj ka ilaaj milta tha us bazar me,
mohabbat ka naam liya, dwakhaane band ho gye
Jisko talab ho hamari, wo lagaye boli,
sodaa bura nhi bas halaat bure hai
Mujhe harakr koi meri jaan bhi le jaye mujhe manjur hai
lekin dhokha dene walo ko hum dubara mokanhi dete
Raj dil ka dil me chupaate hai wo,
samne aate hi nazar jhukate hai wo,
baat hoti nhi ya krte nhi yr to wo jaane
pr shukr hai jab bhi milte hai muskurate hai wo
Meri khamosi ko kamjori na samjh e kafir,
gumnaam samundar hi khof lata hai
Nikaal diya usne hume apni jindagi se bhige kagaj ki trha,
na likhne k kabil choda na jalane k
Barbaad hue jis sahar me hum chand mohabbat k liye,
suna hai waha k pathro ko bhi hum se mohabbat ho gyi
Suna tha mohabbat milti hai mohabbat k badle..
hamari bari aayi to riwaj hi badal gye
AB or kya sabut de unki chahat ka
unhone ek bindi bhi lgayi to wo bhi hamari aanko me dekhkr
Next
No comments:
Post your Shayri and Quotes